Poori RAMAYAN biwiyon ki kahani hai.....

* Laxman apni biwi ghar chhodkar chala aya.
* Rawan doosre ki utha ke fas gaya.
* Hanuman ki apni thi hi nahi magar doosre ki dhundhne mein Lanka jala dali.
* Ram ko apni wapas laane ke liye 10 din tak war karni padi.Wapas lake bhi kya mila?
* Ek dhobi ne apni biwi ko wapas ghar mein nahin liya, toh Ram ne apniwali ko out kar diya.
* Aur end mein kya hua?
* Jis biwi ke karan itni badi Ramayan hui wo to underground chali gayi!

=>Abhi socho, sara jhamela hua kuon ?
* Kyun ki Dashrath ki 3 biwiyan thi !!

No comments: